tanhaayi hai meri khamosh, aur
khamosi bhi meri,aaj tanha
dil mein hai hazaron aarman, fir bhi
dil mein hai tanhaayi
aakon meni hai lakhon ummedein, fir bhi
zuban hai meri kamosh
tanhaayi hai meri khamosh, aur
khamosi bhi meri,aaj tanha
khwboon mein main ne tum ko hai paya
teri yaad mein neendh bhi na aaya
aakon ki darpan se kuch ujala bhi hai aaya
aakein kulhi meri to kuch bhi na dekh paya
tanhaayi hai meri khamosh, aur
khamosi bhi meri,aaj tanha
goom phir tha hoon kahien saare jaga
aakon ko nahi lagatha hai kuch bhi alag
kai saare logon ka hai aanajana
dil main jagaha nahi bas hai tanhaayi
tanhaayi hai meri khamsh, aur
khamosi bhi meri,aaj tanha
main hoon aur bas ye meri tanhaayi
aur tanhaayi bhi hai kamaosh
bebas hai dil is tanhaayi se
kam se kam dil mein hai ye tanhaayi
No comments:
Post a Comment